Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Mumtaz
Home Mumtaz
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khizaan ke phool pe aati kabhi bahaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin khizaan ke phool pe aati kabhi bahaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin na jaane pyaar mein kab main zubaan se phir jaaoon main ban ke aansoon khud apni nazar se gir jaaoon teri kasam hai mera koi aitbaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin main roz lab pe nayi ek aah takta hoon main roz ek naye ghum ki raah takta hoon kisi khushi ka mere dil ko intezaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin gareeb kaise muhabbat karen ameeron se bichhad gaye hain kayi raanjhe apni heeron se kisi ko apne muqaddar pe ikhtiyaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin khizaan ke phool pe aati kabhi bahaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin
meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do kisi chaand ki zarurat nahin meri zindagi ko ke taras rahaa hoon kab se main tumhaari roshani ko mujhe roshani dikha ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do ye tumhaari zulf jisko mili shokhiyaan ghata ki inhi baadlon ke neeche meri har nazar hai pyaasi meri pyaas tum bhujha ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do
paas nahin aana bhool nahin jaana paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai pehle tu aag bhadkati hai phir dil ki pyaas tu bujhati hai hey pehle tu aag bhadkati hai phir dil ki pyaas tu bujhati hai teri yahi ada to mujhko pasand hai achha haan haan magar aaj muhobbat bandh hai paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai kitnaaa kitna maza hai aise jeene mein dhak dhak bhi hoti nahin seene mein kitna maza hai aise jeene mein dhak dhak bhi hoti nahin seene mein koi bechaini nahin kitna anand hai ke aaj muhobbat band hai paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai mat chhed apne deewane ko rehne de tu is bahaane ko hey mat chhed apne deewane ko rehne de tu is bahaane ko hothon pe na hai magar dil to razamand hai razamand hai magar aaj muhobbat band hai paas nahin aana bhool nahin jaana
kasam hai tujhe mehfil ki main nachun tu pee main nachun tu heych bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa heych peene se pilane se paimane se maikhane se begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha peene se pilane se paimane se maikhane se begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha hey hey hey jawaani mein kabhi kis kabhi kis kabhi kis hey hey ho ho hey hey jawaani me kabhi kisi se aankh naa lada aankh lad jaye bhi to dil naa mila hey dil mil jaye bhi to shor naa macha meethe meethe vaadon pe tu sabko nacha kyun kyun kya yahan dil bhi bura hai dildar bhi bura ikraar bhi bura hai inkaar bhi bura inkaar bhi bura peene se pilane se paimane se maikhane se begane se zamane se tu bach bacha tu bach bacha bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee bappa ba bappa bilee bilee
kahaa aap kaa ye wajah hi sahi ke hum beqadar bewafaa hi sahi bade shauk se jaaiye chhod kar magar sehne gulshan se yun tod kar phool aahistaa phenko phool aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain phool aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain waise bhi to ye badkismat nok pe kaanton ki sote hain phool aahistaa haaan aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain phool aahistaa phenko badi khubsoorat shikaayat hai ye badi khubsoorat shikaayat hai ye magar sochiye kya sharaafat hai ye jo auron ka dil todten rehte hain lage chot unko to ye kehte hain to ye kehte hain ke phool aahistaa aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain jo rulaate hain logon ko ek din khud bhi rote hain phool aahistaa phenko kisi shokh ko baagh ki sair mein kisi shokh ko baagh ki sair mein jo lag jaaye kaanta koi pair mein khafaa husn phoolon se ho kiss liye ye masoom hai bekhata issliye bekhata issliye phool aahistaa aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain ye karenge kaise ghayal ye
rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona sona chupke se sona chaahe toot jaaye sapna salona salona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la dukh sukh ki kya baat hai kya din hai kya raat hai aansoo bhi muskaan banne ye to apne haath hai aashaaon ki dori mein sadaa tum man ke phool pirona rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la dekho bachchon baagh mein sab kaliyaan nahin khilti duniya mein insaan ko sab cheezein nahin milti jo apna nahin tum uske liye jo apna hai nahin khona rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal laa rang se aur na dhaam se zaat se aur na naam se izzat milti hai yahan dekho achche kaam se koi kaam burra tum mat karna badnaam kabhi nahin hona
ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de ab na kar intezaar kyun ke hum tum mein pyaar hone waala hai aaj kal mein ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de dil ko banaye saaz aaj ki hum dil ko banaye saaz aaj ki raat hum dil ke uthaye naaz aaj ki raat hum kehlen wo jo na kaha sun le wo jo na suna ye umar na guzar jaaye aaj kal mein ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed deeeeee ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de nazren chura ke hum kya karenge sanam nazren chura ke hum kya karenge sanam daaman bacha ke hum kya karenge sanam dil kabhi khona to hai ye sitam hona to hai hona hai to ye ho jaaye aaj kal mein ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed deeeeee ruby o ruby jaane mehboobi dil ki baaten chhed de aisi ho koi baat jo bahaana bane aisi ho koi baat jo bahaana bane aur iss bahaane se ye fasaana bane ye nazar hai beqaraar kyun ke hai ye intezaar ek paiyaam aane wala hai
sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala hooo oooo sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala kaise hua aise hua kaise hua aise hua hairaan hai jag saara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada hooo oooo banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada aaj se hoga wo dukh mera aaj se hoga wo dukh mera dukh hai jo tumhara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara chham chham jo baaje
sun le sun le sun le sun le sun le pyaar ki dushman duniya dil waalon ke afsaane chal pade jo dhun mein to phir kab rukte hain deewaane sun leeeeeeeee sun le pyaar ki dushman duniya dil waalon ke afsaane chal pade jo dhhun mein to phir kab rukte hain deewaane sun leeee aa haaaaa aaaaa aaaa la la laa la la la lalaa keh rahi hai jhoom ke ye bahaar kar bhi le pyaar deewana waar dil mein kisi ko basaa le duniya se kya darnaa keh rahi hai jhoom ke ye bahaar kar bhi le pyaar deewana waar dil mein kisi ko basaa le duniya se kya darnaa sun leeeeeeeee sun le pyaar ki dushman duniya dil waalon ke afsaane chal pade jo dhhun mein to phir kab rukte hain deewaane sun leeeee aa haaaah aaa aah aah haaa aaa haaa hmmmmmm aaaaaaa aaaa aaaa ta ram pam pam la la la la ta ra ram pam pam la la la la ta ra ram pam pam hmm hmm hmm main to hoon raahi teri manzil kaa aaya hoon pyaar ke sahaare mud ke na pichhe kabhi dekhungaa kitna bhi duniya pukaare oh deewane oh tu kya jaane dil to tujhe
suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin chali hawa jhuki ghata kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin teri kasam ye dilkash nazaare karte hain ishaare jo samjhe koi mere sanam ye khaamosh aankhen bhi karti hain baatein jo samjhe koi samjha nahin tum samjha do suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin bas jo chale to subah se lekar rahoon shaam tak main tere sang mein garr ho sake to main apne dil par tera naam likh doon har ik rang mein baaton mein na uljhaoo suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin achchhaa kabhi phir baat chhedenge marzi nahin hai tumhari abhi kuch ho gaya to badi hogi mushkil ke choti umar hai hamaari abhi main kya karoon batla do suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin chali hawa jhuki ghata kuch hua kya abhi to nahi suno kaho kaha suna kuch hua kya oo zara sa kuch hua to hai
tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal sitam ye adaaon ki raanaiyaan hain sitam ye adaaon ki raanaiyaan hain qayaamat hai kya teri angdaayiyaan hain bahaar e chaman ho ghata ho dhanak ho bahaar e chaman ho ghata ho dhanak ho ye sab teri soorat ki parchhaaiyaan hain ke tann se udtaa gulaal kahaan tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal jhuk jaaye
uthao jaam chalo dono saath saath piyen uthao jaam chalo dono saath saath piyen tamaam raat piyen tamaam raat piyen uthao jaam chalo dono saath saath piyen dono saath saath piyen koi khayal koi phikra koi ghum na karo tum apni shokh jawaani se yun sitam na karo berukhi chhod bhi do tauba ko tod bhi do uthao jaam chalo dono saath saath piyen dono saath saath piyen abhi to raat ki chehre se noor aaya hai abhi to aankhon mein halka suroor aaya hai itne madhosh na ho aise khamosh na ho uthao jaam chalo dono saath saath piyen dono saath saath piyen idhar sharab udhar madbhari nazar ka nasha mile jo dono to ho jaye umra bhar ka nasha daur per daur chale mazra aur chale uthao jaam chalo dono saath saath piye tamaam raat piyen tamaam raat piyen uthao jaam chalo dono saath saath piyen dono saath saath piyen
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa ye bahaar ye samaa ye jhoomti jawaaniyaa ye bahaar ye samaa ye jhoomti jawaaniyaa dekhiye kidhar kidhar jaaiye kahaan kahaan ye bahaar ye samaa behak rahi hai iss tarah husn ishq ki nazar chala hai raah bhool ke jaise koi bekhabar mastiyon mein doob ke lo chali hai zindagi kho gaya hai pyaar ke khaak mein jahaan ye bahaar ye samaa ye jhoomti jawaaniyaa dekhiye kidhar kidhar jaaiye kahaan kahaan ye bahaar ye samaa dekh aisa waqt phir mile naa zindgaani mein gori gori baahon ne laga di aag paani mein kisne rang ghola hai mauj ek shola hai jal rahe hai aaj ye zameen o aasmaan ye bahaar ye samaa ye jhoomti jawaaniyaa dekhiye kidhar kidhar jaaiye kahaan kahaan ye bahaar ye samaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Naseeb Mein Aye Dost Do Raaste (1969) 04:49 20931
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:49   Song Number : 20931   

Meri Jaan Tum (Male) Sawan Ki Ghata (1966) 04:09 14173
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sharmila Tagore, Mumtaz
Duration : 04:09   Song Number : 14173   

Paas Nahin Aana Aap Ki Kasam (1974) 03:51 32052
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 03:51   Song Number : 32052   

Peene Se Pilane Se Deedar (1970) 05:07 37039
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 05:07   Song Number : 37039   

Phool Aahistaa Phenko Prem Kahani (1975) 05:26 12429
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shashi Kapoor, Mumtaz
Duration : 05:26   Song Number : 12429   

Rona Kabhi Nahin Rona Apna Desh (1972) 04:02 21169
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:02   Song Number : 21169   

Ruby O Ruby Chahat (1971) 05:34 16214
 
Poster of Chahat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Mumtaz, Mala Sinha
Duration : 05:34   Song Number : 16214   

Sun Champa Sun Taara Apna Desh (1972) 05:38 21256
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 05:38   Song Number : 21256   

Sun Le Pyaar Ki Dushman Pyar Kiye Jaa (1966) 05:48 12439
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Mumtaz, Shashi Kapoor
Duration : 05:48   Song Number : 12439   

Suno Kaho Kaha Suna Aap Ki Kasam (1974) 04:06 21265
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:06   Song Number : 21265   

Tauba Ye Matwali Chaal Patthar Ke Sanam (1967) 07:29 21276
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mumtaz
Duration : 07:29   Song Number : 21276   

Uthao Jaam Chalo Ek Sapera Ek Lutera (1965) 03:49 13235
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Mumtaz Begum
Duration : 03:49   Song Number : 13235   

Ye Bahaar Ye Samaa Dilli Ka Thug (1958) 03:19 13126
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Minu Mumtaz
Duration : 03:19   Song Number : 13126   
Karaoke Songs of Mumtaz, Sad Songs of Mumtaz, Love Songs of Mumtaz, Dance Songs of Mumtaz, Hip-hop songs of Mumtaz, Best songs of Mumtaz, Super hit songs of Mumtaz, hit songs of Mumtaz, duet songs of Mumtaz, solo songs of Mumtaz, old songs of Mumtaz, famous songs of Mumtaz, Hindi Karaoke Songs of Mumtaz, Hindi Sad Songs of Mumtaz, Hindi Love Songs of Mumtaz, Hindi Dance Songs of Mumtaz, Hindi Hip-hop songs of Mumtaz, best Hindi songs of Mumtaz, super hit Hindi songs of Mumtaz, hit Hindi songs of Mumtaz, duet Hindi songs of Mumtaz, solo Hindi songs of Mumtaz, old Hindi songs of Mumtaz, famous Hindi songs of Mumtaz, Sing Along Songs of Mumtaz, Sing Along Sad Songs of Mumtaz, Sing Along Love Songs of Mumtaz, Sing Along Dance Songs of Mumtaz, Sing Along Hip-hop songs of Mumtaz, Sing Along Best songs of Mumtaz, Sing Along Super hit songs of Mumtaz, Sing Along hit songs of Mumtaz, Sing Along duet songs of Mumtaz, Sing Along solo songs of Mumtaz, Sing Along old songs of Mumtaz, Sing Along famous songs of Mumtaz